Tujhe na dekhoon to Chain mujhe aata nahin hai {तुझे ना देखूं तो चैन मुझे आता नही है} Song Lyrics In Hindi English Font

 


Tujhe na dekhoon to Chain mujhe aata nahin hai {तुझे ना देखूं तो चैन मुझे आता नही है} Song Lyrics In Hindi English Font From Rang Movie


Tujhe na dekhoon toh Chain mujhe aata nahin hai Lyrics In Hindi And English Font From Movie Rang (1998), Sung By Alka Yagnik, Kumar Sanu Lyrics By Sameer And Music By Nadeem - Shravan


Tujhe na dekhoon toh Chain mujhe aata nahin hai {तुझे ना देखूं तो चैन मुझे आता नही है} Video Song Credit Goes To Tips Music (YouTube)

Music Label : Tips Music


English Font Lyrics


Movie Name : Rang

Sung By : Alka Yagnik, Kumar Sanu

Lyrics By : Sameer

Music By: Nadeem - Shravan 

Music Label: Tips Music

Star Chast: Jeetendra, Amrita Singh, Kamal Sadanah, Divya Bharti, Ayesha Jhulka


Tujhe na dekhoon to

Chain mujhe aata nahin hai

Ek tere siva koi aur

Mujhe bhaata nahin hai

Tujhe na dekhoon to

Chain mujhe aata nahin hai

Ek tere siva koi aur

Mujhe bhaata nahin hai

Kahin mujhe pyaar

Hua to nahin hai

Kahin mujhe pyaar

Hua to nahin hai


Dil hoke judaa tujhse

Reh paata nahin hai

Koi bhi mere dil ko

Samjhaata nahin hai

Kahin mujhe pyaar

Hua to nahin hai

Kahin mujhe pyaar

Hua to nahin hai

Tujhe na dekhoon to

Chain mujhe aata nahin hai

Ek tere siva koi aur

Mujhe bhaata nahin hai


Jaagi jaagi soun

Soye soye jaagoon

Milne ki tujhse

Duaayein maangoon

Tanha guzarte nahin

Yeh mere din

Achhi na lage yeh

Duniya tere bin

Meethi meethi

Thandi thandi

Aahein bharoon

Baithe baithe tera

Intezaar karoon

Intezaar karoon

Aise mein koi mujhko

Behlaata nahin hai

Aise mein koi mujhko

Behlaata nahin hai

Tujhe na dekhoon to chain

Mujhe aata nahin hai

Kahin mujhe pyaar

Hua to nahin hai

Kahin mujhe pyaar

Hua to nahin hai


Tujhe na dekhoon to

Chain mujhe aata nahin hai

Ek tere siva koi aur

Mujhe bhaata nahin hai

Yaadein teri tera

Hi khayaal rahe

Dard sataaye

Bura haal rahe

Aisa pehle to

Kabhi bhi na hua

Kaise tune meri

Dhadkan ko chhua


Pal pal dil beqaraar rahe

Mujhe bas tera intezaar

Rahe intezaar rahe

Uljhan yeh meri koi

Suljhaata nahin hai

Uljhan yeh meri

Koi suljhaata nahin hai

Ek tere siva koi aur

Mujhe bhaata nahin hai

Kahin mujhe pyaar

Hua to nahin hai

Kahin mujhe pyaar

Hua to nahin hai


Dil hoke judaa tujhse

Reh paata nahin hai

Koi bhi mere dil ko

Samjhaata nahin hai

Kahin mujhe pyaar

Hua to nahin hai

Kahin mujhe pyaar

Hua to nahin hai


Kahin mujhe pyaar

Hua to nahin hai

Kahin mujhe pyaar

Hua to nahin hai.



Hindi Font Lyrics


गीत के बोल : तुझे ना देखूं तो चैन मुझे आता नही है

फिल्म : रंग 

गीतकार : समीर

गायक/गायिका : अलका याज्ञिक , कुमार सानू

संगीतकार : नदीम - श्रवण

Tujhe na dekhoon toh Chain mujhe aata nahin hai {तुझे ना देखूं तो चैन मुझे आता नही है} Video Song Credit Goes To Tips Music (YouTube)

Music Label : Tips Music


तुझे ना देखूं तो चैन मुझे आता नही है

एक तेरे सिवा कोई और मुझे भाता नहीं है

तुझे ना देखूं तो चैन मुझे आता नही है

एक तेरे सिवा कोई और मुझे भाता नहीं है

कही मुझे प्यार हुआ तो नही है

कही मुझे प्यार हुआ तो नही है


दिल होके जुड़ा तुझसे रेह पाता नही है

कोई भी मेरे दिल को समझाता नही है

कहीं मुझे प्यार हुआ तो नही है

कहीं मुझे प्यार हुआ तो नही है


तुझे ना देखूं तो चैन मुझे आता नही है

एक तेरे सिवा कोई और मुझे भाता नही है


जागी जागी सौं सोए सोए जागु

मिलने की तुझसे दुआयं मागु


तन्हा गुज़रते नहीं यह मेरे दिन

अच्छी ना लगे य दुनिया तेरे बिन


मीठी मीठी ठंडी ठंडी आहें भरु

बैठे बैठे तेरा इंतेज़ार करु इंतेज़ार करु

ऐसे में कोई मुझको बहलाता नहीं है

ऐसे में कोई मुझको बहलाता नहीं है

तुझे ना देखूं तो चैन मुझे आता नही

कहीं मुझे प्यार हुआ तो नही है

कहीं मुझे प्यार हुआ तो नही है


तुझे ना देखूं तो चैन मुझे आता नही है

एक तेरे सिवा कोई और मुझे भाता नही है


यादें तेरी तेरा ही ख़याल रहे

दर्द सताए बुरा हाल रहे


ऐसा पहले तो कभी भी ना हुवा

कैसे तूने मेरी धड़कन को छुवा


पल पल दिल बेक़रार रहे

मुझे बस तेरा इंतेज़ार रहे इंतेज़ार रहे

उलझन यह मेरी कोई सुलझाता नही है

उलझन यह मेरी कोई सुलझाता नही है

एक तेरे सिवा कोई और मुझे भाता नहीं

कही मुझे प्यार हुआ तो नही है

कही मुझे प्यार हुआ तो नही है


If You Like This Song Lyrics Please Subscribe Our Website Please Share On Social Pages  

LEAVE A COMMENT

Disclaimer :

Welcome To Bollywood Lyricspot Website. 

We  Provide All Latest And Old Evergreen Popular Bollywood Super Hit Songs Lyrics In English,Hindi Font. All Songs lyrics, images and videos are Property Of Their Respective Copyright Owners. Our Site displayed here for educational purpose only.

PLEASE SHARE AND COMMENT

Post a Comment

0 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.